Kisan Registration Online Bihar का फिर से लिंक active हो गया है, किसान रजिस्ट्रेशन करने में क्या क्या लगता है, कैसे किया जाता है किसान रजिस्ट्रेशन इस पोस्ट में हम पुरे डिटेल्स से जानेगे |
जाने इस पोस्ट में क्या क्या है
Kisan Registration Online Bihar
Bihar mein kisi bhi Tarah ka Krishi se sambandhit Sarkari Yojana ka Labh lene ke liye aapke pass Kisan registration Hona bahut jaruri hai, Agar aapke pass kisanon station Nahin Hai aur aap Bihar mein Krishi se sambandhit koi bhi anudan ya FIR koi bhi Labh Lena Chahte Hain To aap Nahin Le Payenge.
Krishi se sambandhit koi bhi Labh lene ke liye aapke pass Kisan registration Hona bahut jaruri hai, aur Lambe Samay ke bad Kisan registration fir se start hua hai aise Mein jitne bhi Kisan bhai log Apna Kisan registration nahin kiya Hai vah Apna Kisan registration Jarur se Jarur kar le.
Benefit for Kisan registration (लाभ)
Agar aap apna Kisan registration kara lete hain to aapko bahut sara fayda hone wala hai.
for example:-
- Pm Kisan ka aavedan kar sakte hain.
- Krishi input ka aavedan kar sakte hain.
- Krishi yantra ke liye aavedan kar sakte hain.
- Bij anudan ke liye aavedan kar sakte hain.
- diesel anudan ke liye aavedan kar sakte hain.
- Jal Jivan Hariyali ke liye aavedan kar sakte hain.
Aur ISI Tarah Ke bahut sari yojanaen hai jo Kisan ko Kisan registration karne par Labh Deti Hai.
Important document for Kisan registration
Kisan registration online Bihar karne ke liye Aapke pass Kuchh chijo Ka Hona bahut hi jaruri hai.
- Aadhar card
- bank ka passbook
- Mobile number OTP lene ke liye.
- Jin ka Kisan registration karna hai Unka fingerprint lagega
Important Links Kisan Registration Online Bihar
Online Apply | Click Here |
Find Kisan Registration | Click Here |
Official Link | Click Here |
कृषि इनपुट अनुदान Online Form | Click Here |
faq
Bihar mein Krishi se sambandhit jitne bhi anudan De Jaate Hain vah Kisan registration ke Madhyam se De Jaate Hain.
Agar aap apna Kisan registration kara lete hain to aapko bahut sara fayda hone wala hai.
for example:-
1.Pm Kisan ka aavedan kar sakte hain.
2.Krishi input ka aavedan kar sakte hain.
3.Krishi yantra ke liye aavedan kar sakte hain.
4.Bij anudan ke liye aavedan kar sakte hain.
5.diesel anudan ke liye aavedan kar sakte hain.
6.Jal Jivan Hariyali ke liye aavedan kar sakte hain.
Aur ISI Tarah Ke bahut sari yojanaen hai jo Kisan ko Kisan registration karne par Labh Deti Hai.
Bihar sarkar Ka Aisa Koi Bhi Niyam nahin hai ki Kisan registration karte waqt aapko Bihar sarkar ko koi payment karna ho. Yani Kisan ka registration karne mein aapko koi bhi Paisa Nahin Lagta.